VPN Kya Hai? What Is VPN And How It Works In Hindi

Dosto Aaj Ham Baat Karenge- VPN Kya Hai? What Is VPN And How It Works In Hindi: Agar Aap VPN Ke Bare Me Jiyada Information Nahi Jante Hai, Aur VPN Kya Hota Hai Janna Chahte Hai Toh Aap Bilkul Sahi Jagah Par Aaye Hai, Is Article Me VPN Server Ki Puri Jankari Hindi Me Explain Karunga, Jisse Aap What Is The Meaning Of VPN In Hindi Me Details Se Jan Payenge, Iske Liye Aap Bas Is Post Ko Carefully Read Karte Rahe.


vpn-kya-hai-what-is-vpn-how-vpn-works-in-hindi

Dosto, Abhi Internet Ki Jamana Hai, Abhi  Lagbhag Sab Kuch Internet Dwara Kam  Hoti Hai, Aur Isse Hamre Fayde Bhi Hote Hai Aur Nuksan Bhi, Jaise Agar Aap Internet Par Kuch Bhi Search Karte Hai, Toh Aapko Iss Baat Ka Dhyan Me Rakhna Padega Ke Aap Safe Nahi Bhi Ho Sakte Hai, Kyu Ki Apke Persional Information Internet Par Sirf ek Search Karne Se Leak Ho Sakti Hai.



Also Read: Facebook Par Like Kaise Badhaye Mobile Se - Full Guide

Agar Aap Internet Dwara Online Money Transactions, Jaise Payment Wagaira Karte Hai, Toh Aap Is Me Bhi 100% Safe Nahi Rah Sakte Ke Apke Payment Details Safe Rahegi, Kyu Ki Kisi Hacker Ko Apke Information Nikalna Koy Muskil Kam Nahi Hai, Mana Ki Abhi 90% Online Payment Service Bhut Hi High Secured Hoti Hai, Jisse Hack Hone Ki Chances bhut Kam Hoti Hai,

Also Read: Deleted Photo (Images) Ko Recover Kaise Kare - (Without PC)
Also Read: Command Prompt Kya Hai Or Kaise Use Karte Hai

But Agar Aap Kisi Website Se Music, Video, Movies Download Karte Hai, YouTube Par Bhut Video Dekhte Hai Ya Phir Agar Aap Kisi Website Me Sign In Karte Hai Toh Apke Personal Information Leak Hona Ke Chances Bhut Hi High Ho Jati Hai, Aur Isse Aap Khatre Me Padh Sakte Hai, Example– Apke Personal Data Kisi Hacker Ne Hack Karke Apko Blackmail Kar Sakte Etc, So Friends Hacker Se Hame Safe Rakhne Ke Liye  VPN Server Sabse Helpful Hoti Hai, Toh Chale Jante Hai VPN Kya Hota Hai In Hindi?


Also Read: Google Add "DNS Over TLS" Security Feature To Android OS In Hindi
Also Raad: Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips


VPN Kya Hai? What Is VPN In Hindi:


VPN Ek Private Network Hai, Iska Pura Naam Hai– Virtual Private Network, Matlab Ye Public Internet Hai Jo Hume Safety Ke Sath Internet Service Provide Karta Hai, Jaise Wi-fi Ki Connection Hoti Hai, Waise Hi VPN Ek Advanced Network Security Technologies Hai, Aur Ye Sabse Accha Waye Hai Network Ko Secure Rakhna Kisi Bhi Hackers Se, Bade Bade Company, Institute, Ya Phir Kisi Tarah Ki Online Kam Karne Ke Liye Use Kiye Jate Hai, Jisse Internet Istemal Karne Se Personal Data Secure Rahe, VPN Ka Use Aap Computer Ya Mobile Application Ko Install Karne Ke Baad Kar Sakte Hai, Internet Par Bhut Sare Free Aur Paid VPN Application Apko Asani Se Mil Jayega.
vpn-kya-hai-what-is-vpn-in-hindi



Kitne Type Ka VPN Connection Hota Hai?

So Friends, There are two types of VPN connections:

  1. Remote access VPN
  2. Site-to-site VPN

Remote Access VPN:

Remote Access VPN Connections Un Users Ke Liye Enable Kiye Gaye Hai Jo Road Ya Ghar (Home) Me Kam (Work) Karte Time Private Network Access Kar Paye Infrastructure Provided by a Public Network Use Karke, Jaise Internet, the VPN is a point-to-point Connection Between the Computer (the VPN client) and an Organization’s Server.

Site-to-Site VPN:

Site-to-Site VPN Connection Ko Jana Jata Hai- Router-to-Router Connections, Jaise Ki Aap Jante Hi Honge Routed Alag-Alag Office Ya Other Organizations Ke Beech Connections Ko Ek Public Network Par Banaya Gaye Hai, Jo Surakshit Communication Banae Rakhane Mein Madad Karata Hai.

VPN Kaise Use Kare? Best Computer, Mobile VPN Application, Iske Bare Me Ham Next Article Me Details Se Janenge, Solution In Hindi Ke Sath Update Rahne Ke Liye Yaha SUBSCRIBE Par Click Karke Abhi Subscribe Kare, Taki Apke E-mail Par Next Post Ki Notification Mil Jaye.


VPN Kam Kaise Karta Hai - How VPN Works In Hindi:


VPN Ka Kam Hota Hai Apke Internet Connection Ko Secured Rakhna, Jaise Agar Aap Internet Par Kisi Website Par Visit Karte Hai, Example- www.blogkaisekare.com Toh Sabse Pehle Apke Request ISP (Internet Service Provider) Par Jata Hai Phir Check Hota Hai Ke Ye Website Aap Jis Country Se Belong Karte Hai Waha Access Permission Hai Ya Nahi, Agar Apke Country Par Ye Website Par Visit Karna Anumati Nahi Hai Matlab Restrictions Hai, Tab Aap VPN Connections Ke Madad Se Kisi Bhi Restrictions Website VPN Ke Madad Se Access Kar Sakte Hai, Niche Diye Gaye Screenshot, VPN Ayse Works Karta Hai.
vpn-kam-kaise-karta-hai-how-vpn-works-in-hindi
So Friends Basically Jab Aapke Device Me VPN Connection Active Hota Hai, Tab Apke Device Me Connected VPN Ki Wajahse Us Servier Ke Beech Me Tunnel Ban Jata Hai, Aur Tunneling Protocol Apke Data Ko Encrypt Kar Deta Hai, Isse Service Provider Ko Pata Nahi Chalta Hai Ke Aap Kis Country Se Block Website Ko Access Kar Rahe Ho. So Issi Tarah Se VPN Kam (Works) Karta Hai



 Note:  Bataye Gaye Sabhi Jankari Education Purpose Ke Liye Hai, Iska Galat Upyog (Use) Na Kare, Nahi Toh Iske Jimmedar Aap Khud Honge.

Also Read:


Ummid Karta Hu Apko VPN Kya Hai? What Is VPN And How It Works In Hindi? VPN Servier Ki Puri Jankari Mil Gaye Honge So Agar Apke VPN Related Koy Bhi Questions Hai Toh Niche Comment Box Me Jake Kar Sakte Hai, Aur Apke Friends Ke Sath Ye Article Share Karna Na Bhule.

Solution In Hindi Ke Sath Update Rahne Ke Liye Abhi  SUBSCRIBE  Kare. And Other Social Link Yaha Hai- Facebook Group | Google+ | Twitter | LinkedIn | Facebook Page | Pinterest | Delicious | Friends ComputerMobileEarn MoneySocial MediaFacebookYouTubeWhatsAppTechnology News & Internet Ki Puri Jankari Hindi Me Sikhte Rahe Or Dusre Ko Bhi Sikhate Rahe. Thank You...

Labels: , ,